Tuesday, July 1, 2014

Incomplete soul...

Ek Hoonk uthi to ,Kalam ki yaad aayi!
Ansoon ki cyahi se fir likhne ki bari aayi!!
Uth chali ye kalam dil ko khangalne!
hilore dete shabd, us kasak ko bahar lane!!

Mana dil ki ye kash-m-kash sambhale nahi smbhalti
Per kore kagaj ko dekhke ye kalam bhi nahi rukti
Aatur hai sab bahar lane ko,bejuban hoke bhi sab kah jane ko

Nadan hai ye jo fir bhool gayi, 
chalne k liye ise fir ek haath ki jaroorat pad gayi...